Kisi Din Hataah Dhoo bethoo ge Hum se...!!
Tumheain BoOhOot Shoq Ha Be-rukhi ka..!!
aj us ne ek aur dard diya to hamin yad aya,,!!hm ne bhi to duaon main us k saray dard mangay thy.!!
Jab Khwab Nahi Koi, Kya Zindagi Ka Karna... Har Subh Ko Jee Uthna Har Raat Ko Mar Jana...
Usey To Todna Aata Tha Us Ne Tod Diya,Woh Jaanta Hi Nahi DiL Ki Ehmiyat Kya Hai ????
Woh Rasta Jo Hamain Uske Dil Tak Le Jata....|||Umar Saari Usi Rastay Ki Talaash Mai Guzri ....||
Mily To Hazaroon Loog They Zindagi Me,
Magar woh Sab Se Alag Tha Jo Qismat Me Nahi Tha...!!
0 comments: